Podcasts by Category

Urdu Mehfil

Urdu Mehfil

ZUBAIR MOHSIN

Hi, Welcome to my Podcast. My name is Zubair and I love Urdu. Here, I will try to explain Urdu poetry and I will also talk on various topics related to Urdu language.

1 - Jibreel-O-Iblees (Gabriel and Satan) by Allama Iqbal - جبریل و ابلیس - Explanation
0:00 / 0:00
1x
  • 1 - Jibreel-O-Iblees (Gabriel and Satan) by Allama Iqbal - جبریل و ابلیس - Explanation

    Jibreel-O-Iblees/ Iblis - جبریل و ابلیس translated as (Gabriel and Satan) is a beautiful and classical Urdu poem written by Allama Iqbal. The poem is counted mong the best poems of Urdu language. The poem Jibreel-O-Iblees - جبریل و ابلیس (Gabriel and Satan) by Allama Iqbal is a dialogue between Jibreel (Gabriel) and Iblees (Satan). In this poem Allama Iqbal presented Iblees (Satan) as an anti hero where we see all his faults and flaws but he was presented in a way that we do not hate him but rather we envy his determination.  The poem Jibreel-O-Iblees - جبریل و ابلیس (Gabriel and Satan) gave a new and unique perspective to the story of Adam and Iblees . It gives us a new angle to view and think about the thoughts of Iblees. We can see how determined Iblees is. How firm his belief are. We can see how high Allama Iqbal's imagination was. How great his choice of words and his writing style was. I really hope you would enjoy this episode. If you really love Urdu Adab (Urdu literature), please do subscribe. Your reviews, comments and shares will definitely encourage me to make more of these episodes. Thank you very much. Lyrics of the poem : (jibrail o iblis) In English                           jibra.īl hamdam-e-dairīna kaisā hai jahān-e-rañg-o-bū                          iblīs soz-o-sāz o dard o daaġh o justujū o aarzū                         jibra.īl har ghaḌī aflāk par rahtī hai terī guftugū kyā nahīñ mumkin ki terā chaak dāman ho rafū                            iblīs aah ai jibrīl tū vāqif nahīñ is raaz se kar gayā sarmast mujh ko TuuT kar merā subū ab yahāñ merī guzar mumkin nahīñ mumkin nahīñ kis qadar ḳhāmosh hai ye ālam-e-be-Kāḳh-o-kū jis kī naumīdī se ho soz-e-darūn-e-kā.enāt us ke haq meñ taqnatū achchhā hai yā lā-taqnatū                            jibra.īl kho diye inkār se tū ne maqāmāt-e-buland chashm-e-yazdāñ meñ farishtoñ kī rahī kyā aabrū                                 iblīs hai mirī jur.at se musht-e-ḳhāk meñ zauq-e-numū mere fitne jāma-e-aql-o-ḳhirad kā tār-o-pū dekhtā hai tū faqat sāhil se razm-e-ḳhair-o-shar kaun tūfāñ ke tamāñche khā rahā hai maiñ ki tū ḳhizr bhī be-dast-o-pā ilyās bhī be-dast-o-pā mere tūfāñ yam-ba-yam dariyā-ba-dariyā jū-ba-jū gar kabhī ḳhalvat mayassar ho to pūchh allāh se qissa-e-ādam ko rañgīñ kar gayā kis kā lahū maiñ khaTaktā huuñ dil-e-yazdāñ meñ kāñTe kī tarah tū faqat allāh-hū allāh-hū allāh-hū

    Mon, 08 Nov 2021 - 10min